Wednesday 15 February 2017

you tube se paise kaise kamate hai full guide

Dosto aaj m aapko batunga ki you tube se paisa kaise kamate hai. Hum sab ko pata hai ki you tube earnings video sharing ke liye sabse popular hai website hai.iska andaja hum you tube ki Alexa rank se dekh sakte hai.you tube ki Alexa rank 2 hai. Yani ki sabse jayad search hone vale searches me you tube 2nd rank par hai.

mobile balance ko transfer kaise karte hai.


Dosto you tube se paise kamana koi badi baad nahi hai.you tube ko google ne banaya hai sirf Onlime videos dekhne ke liye.you tube par hum jaise hi log videos upload karte hai or uske badle me vo paisa kama lete hai.google ki or bi bahut si services hai jiske jariye se aap bina rupiya kharch kiya aap apne income kar sakte hai.agar aapko you tube me intrest hai or aap acche videos create kar sakte hai to aap bi bahut accha paisa income kar sakte hai.you tube se paisa kamane ke liye aapko bas kuch basic si jankariya honi chaiye chaiye jaise videos ko edit karna or unhe attractive bananna isse visitors aapke videos ko fir se dekhenge or aap bi acchi income kar sakte hai.

you-tube-se-paisa-kaise-kamate-hai


Facebook ka id card kaise banate hai.


Maime bi shuruvat me kiya to mujhe thodi problem aayi thi lekin ab m sab kuch smjh chuka hu or mere experince pe hi tumhe ye baate bata raha hu. M ab thoda bahut videos ko edit karta hu or kuch chije add karta hu video par or unhe upload karta hu or accha paisa bi kama raha hu mne you tube par income karne ke liye 1 bi rupiya kharch nahi kiya hai or abi m accha rupiya kama raha hu you tube se bi sirf videos upload karke hi.

wifi hack kaise karte hai android phone se 2 mint me

M promise karta hu ki agar aap bi dil se se kaam karoge to aap bi accha paisa kama sakte ho.


whats app group invite link kaise banate hai

You tube kya hai :- 

Dosto you tube aaj kal bahut hi fastly use hone vala app ban gaya hai. Agar aapko kuch bi google se smjh nahi aata hai to aap you tube par videos ke jariye sikh sakte hai. Aaj kal you tube bahut hi loyal community hai.or ye google se add hone par or bi jayada loyal ban chuki hai. You tube par hum kisi bi videos d ko search karke online dekh sakte hai.

computer ya pc me android apps or games kaise chalate hai.

You tube ke advantages kya hai :- 

Dosto you tube ke faiyde (advantages) ye hi agar aap koi bi video you tube par dekhte hai to sabse phli baat ye hai ki aapko vo video download nahi karni padega isse aapka data pack save hoga or is par agar aap account bana kar apni banayi hui videos upload karte hai to aap you tube se paisa bi kama sakte hai or logo me apni image banane ke saath saath aap youtube se paisa bi kama sakte hai.

mobile phones ko hang hone se kaise bachaye

You tube earnings se paisa kamane ke liye kya kya karna chaiye :- 

1 :- aapke paas ek acchi quality ka camera hona chaiye jisse ki aap aachi quality me videos record kar sake or aapke viewers ko videos or videos ki quality pasand aaye.


2 :- you tube par account banana aana chaiye agar nahi aata hai to yaha se dekh le you tube par account kaise banate hai

3 :- you tube channel banana chaiye :- aapki banayi hui 3-4 videos ko upload kare apne channel me.

4 :- monetize kare :- apne you tube par videos upload ki hai unko monetize kare.monetize karne ka mtlb apni videos par ads lagaye or unko manage kare.

Android phone ko lollipop me update kaise karte hai

5 :- Adsense ke liye apply kare. Jab aapki upload ki hui videos par 1500-2000 views ho jaye tab aap apne you tube channel.ki shayata se  AdSense ko apply kare AdSense approve hone par aapki income hogi.

Facebook photos par likes or comments kaise badaye


6 :- voice aapki videos par aapki voice bilkul clear aani chaiye jisse ki viewers ko acche se aapki jankari or aapke expression aache se pata chal sake.

7:- videos ko edit karna aapko thodi bahut videos ki edit karni aani chaiye iske liye aap pc ke liye software ka bi use kar sakte hai.

Videos upload karne ke baad aap videos ke url ko facebook, google+,whats app par share kare jitne jayada views honge aapki videos par utni hi jayada ince hogi aapki.apne Doato ko bataye or unko share karne ki bi kahe.


Ye bi padhe:-facebook ke sabi groups me ek saath post kaise kare
1 phone me 2 whats app kaise chalate hai
computer me whats app kaise chalate hai.

DoSto agar aapko humara ye post pasand aaya hai to aap hume comment ke jariye jarur bataye

APNE DOSTO KO BI SHARE KARE:-

Thursday 9 February 2017

Feedburner me posts contents ki only sumary kaise show kare

Dosto mne pichle post me bataya tha ki agar aapne ye post nahi padha hai to phle ye post padhe or iske baad is post ko padhe qki phle Feedburner me account banana hai fir sumarry show kar sakte hai hum E-mail me only sumarry show karne ka kya faiyda hai.Dosto agar aap koi bi post karte ho or aapke suscribers aapke us post ko e mail par hi read kar lete hai to aapko traffice me decrease ho jayega iskeliye hume Feedburner se only sumarry hi bhejni hai apne blog ke suscribers ke paas sif 200 words ki sumarry jaiyegi or post ka link jayega isse suscribers ko humare new post ke baare me pata chalega or visit karenge to humara traffic bi increase hoga




Feedburner ka istemal karke hum apne old viaitors ko bi  vapas apne blogg par la sakte hai
Maan lo ki humare suscriber 5,000 hai or sabi ke paas new post karte hi mnotification jaye or un me se agar 50% visitors bi active hue to ek hi baar me 2500 page views jayenge  or agar humne full poat ka notification set kar rakha hai Feedburner me to un me se 50-100 log hi aapki website ko dekhenge to sumary show hone se aaapke visitors dekho kitne incrase hote hai  to abi is post ko padh kar Feedburner feed me  only contant sumarry hi show ho ye actiactivate kare or pane traffic ko 20% tak increase kare


Feedburner me posts ki only sumary  kaise set kare E mail delivery me :- 

Step 1:- sabse phle feedburner ki website ko open karke apni g mail id oprn kare ye bi ek google service hai isme sign up nahi karna hai bas aapki g mail open karni hai

Step 2 :-  aapke samne aapki feeds open hongi unme se koi bi feed use akare jisme jayada suscribers hai

Feedburner-par-only-sumarry-content-kaise-show-kare


Step 3 :-  ab aapko optimize >>> sumarry banner left side me sabse last me liega  vaha par click karna hai 

Step 4 :- aapko kitne words show karne hai e mail dilevey me jaise 200,300 etc 

Feedburner-feed-mesumaary-content-kaise-show-karte-hai-email-dilevery-me




Step 5 :-  niche ek box milega umse agar aap apne suscribers ko kuch kahana chahte hai to likhe jaise "agar aap is post ko pasand karna chahte hai to humari website visit kare" aisa kuch msg dena chahte hai us box me likhe.


Step 6:- niche active par click kark de 

Congrats ab e mail dilevery par sif 200 words hi dikhenge pura post nahi dikhega 

Aap hume suscribe karna na bhule  is website ki new tricks ke liye 

Tuesday 7 February 2017

Blog ya websites ke liye Google Sitemap Kaise Banate hai html or XML dono

Dosto humne humari pichli post me padha ki blog ko google search engine me kaise submit karte hai.lekin usse phle aapko google sitemap banana padta hai vo aaj m aapko is post ke jariye batunga ki kaise hum google sitemap banate hai apne blog ke liye.
Dosto aap sab ko ye to pata hi hoga ki webaite ke liye google sitemap banana kitna jaruri hai or kyu jaruri hai.agar aapko nahi pata hai to main aapko bata du ki agar aap apni website (blog) ke liye google sitemap nahi banoge to aapki website (blog) google search engine me submit naho sakegi or isse aapki website google searches me show nahi hogi.

you tube se paisa kaise kamate hai or you tube par account kaise banate hai




google site map kaise banate hai blog ya website ke liye



To aaj m aapko batunga ki google sitemap kaise banate hai. Dosto Sitemap humare sabi kite hue posts ki sabi links ki ek list hoti hai jisse him sabi link ko ek saath add karke google ko submit karte hai. Sitemap batata hai ki aapki website ya blog me kitne posts hai.isse visitors ko humari site ko padhe me assani hoti hai or sitemap bana kar google par submit karna hota hai.

Google sitemap kya hai or sitemap banana kyu jaruri hai blog ya website ke liye:-
Dosto ye ek google ne hum bloggers ko free tool diya hai jiske jariye hum apne blog par kiye hue post ko ek linkDosto aap sab ko ye to pata hi hoga ki webaite ke liye google sitemap banana kitna jaruri hai or kyu jaruri hai.agar aapko nahi pata hai to main aapko bata du ki agar aap apni website (blog) ke liye google sitemap nahi banoge to aapki website (blog) google search engine me submit naho sakegi or isse aapki website google searches me show nahi hogi.

mobile balance transfer kaise karte hai.

facebook ka id card kaise banate hai.

To aaj m aapko batunga ki google sitemap kaise banate hai. Dosto Sitemap humare sabi kite hue posts ki sabi links ki ek list hoti hai jisse him sabi link ko ek saath add karke google ko submit karte hai. Sitemap batata hai ki aapki website ya blog me kitne posts hai.isse visitors ko humari site ko padhe me assani hoti hai or sitemap bana kar google par submit karna hota hai.

Google sitemap kya hai or sitemap banana kyu jaruri hai blog ya website ke liye:-


Dosto ye ek google ne hum bloggers ko free tool diya hai jiske jariye hum apne blog par kiye hue post ko ek link se attach karte hai or google web console par submit karte hai.issue aapka blog google search engine me aapne lag jata hai or aapki website ko google se bi traffic milna start ho jata hai. Google sitemap me posts ya link ki maximum limit 500 pages ki hoti hai MATLAB ki aap 1 month me sirf 500 posts ya pages ko hi index kar sakte hai. se attach karte hai or google web console par submit karte hai.issue aapka blog google search engine me aapne lag jata hai or aapki website ko google se bi traffic milna start ho jata hai. Google sitemap me posts ya link ki maximum limit 500 pages ki hoti hai MATLAB ki aap 1 month me sirf 500 posts ya pages ko hi index kar sakte hai.

wi-fi hack kaise karte hai android phone se

Feedburner par e mail delivery time kaise set karte hai.



Website ya blog ke liye sitemap kaise banate hai :-

Step 1 :- sabse phle aapko  google site map generator  www.xml-sitemap.com par Jana hai isme aapko ek new tab me ek new page open hoga.


Step 2:-  new page open hote hi aapke samne options open honge in me se aapko sabse phle aapko apni website ya blog ka  URL dalna hai.usme se aapko ek form fill karna hai.

google sitemap ke liye setting sahi kare


1 :- Sabse phle apni website ya blog ka url matlb kiv aapki site ka  full url adressadress dalna hai.
2 :- change frequency me aapko always select karna hai
3 :- Last modification me use server response par hi rahne dena hai
4 :-Proirity me aapko automatically calculates par tick karna hai ya use select karna hai .
5 :- Ab Last Me start par click karna hai.

google par pages ko jldi show kaise kare.

images ka size kam kaise karte hai.

Step 4 :- start par click karte hi 20-30 sec me aapke blog ke liye google sitemap ready ho jayega aap use download bi kar sakte hai.

google site map download kare


Yaha se aapko jis file me aapko apna sitemap chaiye vo download kar sakte hai jaise XML, ZIP. Etc me se koi bi file download kar sakte hai aap.

to dosto aaj humne sikha ki kaise humne sikha ki kaise hume apne blog ya website ke liye to dosto agar aapko humara ye kiya hua post pasand aaya hai to aap hume comment karke jaruru bataye .Agar aapke paas koi suggestion, problem hai to bi hume bataye hum jarur aapki help karenge.

Seach tags:- create site map ,google site map ,create site map

Blogspot blogger par free blog kaise banaye

Hii friends to day aaj main aapko bataunga ki   create a website  free website kaise banate hai. agar aap bi free me blog banana chahte hai to phle uske baare me kuch thodi bahut  site information honi chaiye ki jaise free website kaise create karte hai or iske kya kya faiyde or nuksaan hai. to uske baare me hi aaj main aapko batunga ki free webiste ya blog  kaise banate hai or uski kuch informations. agar aap bi free website ya blog banana chahte hai to uske piche 2 reason ho sakte hai. 1 ya to aap logo ki help karna chahte hai. 2 aap logo ki help bi karna chahte hai or marketing and advestising se paisa kamana chahte hai.jaise google adsense ads apne wordpress blog ya fir blogspot, blogger  par web advertisement se online income karna chahte honge. Iske liye aapko phle blogspot, blogger par apna account bana kar ek unique blog banana hoga or usme aapko kuch posts karne honge.


Dosto ye ek platform hai jis pat huma apne tip and tricks ko post karte hai or logo ki help karte hai. Jab bi koi google par search karta hai to bahut se blogs show hote hai vo bi hum jaiso ne hi banaye hai.


Blogspot blogger par free blog kaise banaye


Agar aap bi logo ki help karna chahte hai or internet se online income karna chahte hai to bloging ek accha platform hai . Isme hum apne expression logo ke saath share kar sakte hai  or internet par humare ek different personality ya image bi bana sakte hai.
Blogger ek sabse best platform hai jis par aap without hosting bi blog bana sakte ho free me. Blogger me aapko subdomain saath milta hai www.yoursiteurl.blogspot.com agar aap is subdomain blogspot.com ko hatana chahte hai to aapko alag se domain buy karna padta hai. 

Free me website ya blog kaise banate hai :-

Step 1 :- sabse phle aapko www.blogger.com   par jana hai yaha par aapko apni g mail id open karni hai. Apni gamil dale or password dale or sign in par click kare.

Apna e mail id or password dale



Step 2 :- g mail id open karte hi aapke samne blogger ka home dashboard page open ho jayega usme aapko "new blog" par click karna haj niche screenshot me bi dekh sakte hai aap.

Feedburner me summary example content kaise show kare.



Step 3 :- new blog par click karte hi aapke paas dusra page open hoga usme aap apko kuch details ka form fill karna hai.


Free me blog kaise banaye



1:- Title :- isme aap apne blog ka title dalna hai jaise bi aap kiske baare me batoge apne visitors ko . Title sabse aacha hona chaiye attractive hona chaiye. Qki  "first impression is the last impression" is line se aap samjh gaye honge ki title kitna importance rakhta hai .



2 :-  Adress :-  adress me aapko apne blog ka url dalna hai isme aapko bina space diye url dalna hai. Apne blog ka unique url select kare jisse ki blog adress available ho or aap aasani se select kar sako.



3 :- ye sab fill karne ke baad aapko create blog par click karna hai.

Step 4:- create blog par click karte hi aapka blog ready ho jayega isme aap kuch bi new post ,images, videos, etc share kar sakte hai.


.Blog create hone ke baad aapke blog ka url kuch is tarah hoga www.yoursiteurl.blogspot.com is tarah ka url hoga is url ko aap jise bi send karoge vo aapke blog ka url hoga.

To dosto is article me maine bataya haj ki kaise hum free me website ya blog banate hai, is post me maine aapko sirf blogspot, blogger par hi blog banana sikhaya hai or bi bahut si website hai aap unka bi use kar sakte ho apni website ya blog banane ke liye. Lekin blogspot blog hi sabse accha platform hai or sabse easy platform bi hai.

Agar aapko humara ye top list article pasand aaya hai to aap hume comment jarur kare. Agar aapko koi bi problem hai ya fir man me koi bi sawal hai to aap hume comment jarur kare hum aapki help jarur karenge.

Link checker tool Se Blog Ki Backlinks Check Kaise Kare

Dosto aaj main aap
ko batunga ki blog backlinks checker tool se backlink kaise check karte hai.dosto agar aap ek blogger hai to aapko apne blog ki backlinks par jayada dhyan dena chaiye. Qki jab bi koi visitors google par search karta hai to google aapke Backlinks,tags,or high quality contents ko check karke SEO me rank  me show karta hai. Isliye aapko apne blog ki Backlinks par jayada dhyan dena hai. High quality Backlinks kaise banate hai vo main apne aapne vale post me bataung is post me aapko batunga ki online checker tool se Backlinks check kaise karte hai.



Agar aap new blogger hai to aapko in sab ke baare me jayada kuch pata nahi hoga lekin aap in sab ke baare me dheere dheere sikh jaoge.Backlinks hume posts ko google par acchi PageRank dilati hai. Google par SEO (search engine optimization) me bahut se changes aaye hai lekin Backlinks par abi tak itna kuch changment nahi aaya hai. Agar aap bi apne blog ko google search engine me acchi PageRank dilana chahte hai to aapko blog par high quality Backlinks par dhyan dena chaiye. Agar aap apne blog ki Backlinks check karna chahte hai to main aapko kuch sites batuanga jisse aap free me Backlinks check kar sakte hai

blog backlinks kaise chech karte hai online checker tool se



Backlink checker se blog Backlinks kaise check kare hai:-


Dosto main niche aapko kuch popular Backlinks checker sites ke baare me batunga jisse aap backlink check kar sakte hai.google par bahut si paid websites bi hai or free websites hai.jisme se aapko kuch popular use hone vali websites ke baare me batunga. Jisse aap free backlink check kar sakte hai. Professional blogger bi in websites ko hi use me lekar apne blog backlink check karte hai.

1 :- SEO profiler :- SEO profiler meri sabse pasindida website hai isse aap backlink check karne ke saath saath is par account bana kar har weak apni website ki information apni e mail par le sakte.or SEO profiler se aap apni site ke errors ko bi pata kar sakte hai or unhe fix karne ka solution bi le sakte hai . Meri mano to aap seoprofiler ka use karo ye bikul free hai.or acchi website bi hai. Seo profiler me new baclink pane par aapko e mail ke davara bi bataya jata hai.

Website link :-seoprofiler
2 :- openlinkprofiler:- is website ko maine dusre rank par rakha hai ye free to hai lekin isme aap 1 din me 5 baar hi apni website ki Backlinks check kar sakte ho isliye maine isse dusre rank par rakha hai .aap is website ka bi use kar sakte hai bas ye limited hai 1 din me only 5 baar hi use kar sakte ho is baat ka dhyan rakhna hai.

Website link :- openlinkprofiler

3 :- semrush :- semrush bi 1 acchi website hai jisme aap apne blog Backlinks check kar sakte ho. Isme aap high quality keyboard bi find kar sakte ho. Ye bi free webaite hai bas isme aapko account banana padega.or fir aap kabhi bi anytime apne blog Backlinks check kar sakte ho.

4 :- google webmaster tool:- google webmaster tool ki help se bi aap apne blog Backlinks check kar sakte hai ye option bi ab google webmaster tool ne apne tool me add kiya hai.  Isse aap apne blog backlink check karne ke saath saath aap social media se bi connect rah sakte ho.


5 :- A hrefs:- Ahrefs bi world ke best backlink checker tools me se ek hai. Isse aap kabi bi apne blog ki Backlinks check kar sakte ho.A hrefs aapko apne blog ke Backlinks ke saath saath aapke blog ke problems bi show karega or unhe thik kaise kare ye bi batayega oroe aapke blog ke page loading time bi check karke batata hai.


To friends ye kuch online backlink checker tools the jiski help se aap apne blog Backlinks online check kar sakte hai.inki help se aap or bi bahut si baate check kar sakte hai . Website speed test, website performance, etc ye sabhi baate bi baat in se pata kar sakte hai.
DoSto agar aapko ye article pasand aaya hai to comment karke jarur bataye. Agar aapko koi bi problems hai to bi comment jarur kare hum aapki help jarur karenge

Reliance jio 4G sim Card ko 3g phone Ya Mobile me kaise chalate Hai

3 G phone me reliance jio sim kaise chalayeiii dosto aaj main aapko batunga ki reliance jio sim hum 3 G phone me bi use kaise karte hai ya kar sakte hai.
Reliance jio sim offer ke baare me to mere hisab se aap sab jante hai agar aap nahi jante hai to niche dekhe.90 days UNLIMTED calls to any sim card.90 days UNLIMTED 4G internet free.90 days UNLIMTED text sms.


Ye sim ke khaas offers jinki vajah se aaj har logo ke dil me reliance
jio sim card kharidne ki kosis kar raha hai.maine khud bi is sim card abi buy kiya hai mere dost ke paas 3G hanset hai isliye unse mujhse puch tha tabi m ye post likh raha hu.Agar aapke paas bi 4 G compatible android phone nahi hai to aap mere niche bataye anusar steps ko follow kare.vaise mere paas to 4 G compatible phone hai lekin main mere Dosto ke post se try kiya tha or successful Internet chal gaya tha.

Jio sim 3g phones me kaise chalaye

Reliance jio ne 31 march tak free net diya hai phle to jio ne airf apne phone ke liye hi ye sim nikali thi lekin ab reliance ne jio sim 4G compitbile har phone ke liye kar diya hai. agar aap bi 3G phone me reliance jio sim use karna chahte ho to aapko niche vali steps ko follow kare.

Agar aapka phone 4.2.2 KitKat version me bi hai to bi aap reliance jio sim use kar sakte hai. relaince jio sim 3G phone me use karna thoda risky ho sakta hai lekin itna bi risky nahi hai ki aapka iske baare me sochna (think) karna pade. Maine khud se mere dost ke phone me bi use kaiya hai or ab tak bi bilkul sahi speed ke saath chal rahi hai. Or abi tak koi bi risk samne nahi aaya hai.

3G phone me reliance jio sim chalane ke liye kya kya chaiye :-

1 android phone with 4.2.2 version.

1 android app download karna hai play store se.

Or thoda sa work karna hai sirf 2 se-5 minutes.

Reliance jio sim 3G phone me kaise chalaye:-

Step 1:- sabse phle aapko MTK engeneering mode app download kare play store se.

MTK engineering mode se relaince jio sim 3g phone me kaise chalaye


Step 2 :- Mtk app install karne ke baad install open kare.


Step 3 :- open karne ke baad setting par click kare.
3g phone me relaince jio sim kaise chalaye



Step 4 :- setting me jaane ke baad ab network par click kare or "wcdma GSM" par select kare ya tick kare.

Step 5:- Ab phone ko restart kare or sim 1 slot me reliance jio sim dale.or 2 sim slot ko khali (blank) rakhe or on kare.

Step 6 :- Ab 1 baar setting me ja kar 4G net ko select kare or fir data ko on karke data use karke dekhe.

Note :- Mtk engeneering mode ki setting ke saath jayada changing na kare varna aapka Android mobile damage bi ho sakta hai.Agar aap is trick ko use karte hue aapka phone damage ho jaye to www.deep4u.com par koi bi responsible nahi hogi.


Dosto agar aapko humare kiya hua ye post accha laga ho to aap hume comment karke jarur bataye.agar aapko koi bi problem aaye to aap hume comment karke jarur bataye hum aapki problem ka solution jarur karunga.

Airtel 1GB 4G free internet Data kaise prapt kare miscall se only

Friends to day aaj main  airtel 1gb 4g ki free mobile internet tricks or tip batunga jisse aap  free me internet chala sakte ho aap sabi ko pata hoga ki sabi  sim card ke internet price day by day Decrease kar rahi hai kyuki sabi india country ke peoples free reliance jio 4g ko pasand kar rahe hai iske karan sabi sim card ke price drop karne padh rahe hai . Agar aapke paas bi airtel ki sim hai to aap bi airtel 1GB 4G data ka muft me maza le sakte hai. Aaj har india country ke peoples relaince jio sim ko kharidna chahte hai lekin iski value itni increase ho chuki hai ko ab ye reliance customer service me bi available nahi hai iske liye aapko thoda wait bi karna padh sakta hai lekin don't worry aaj m aapke liye airtel free internet tip lekar aaya hu jiski madad se aap airtel me 4g chala sakte hai vo bi free me agar aapme is offer ka fayda nahi uthaya hai to aap niche article me bataye anusar steps ko follow kare aap ko airtel 1GB 4G data free me mil jayega . Niche bataye hue free internet tip me aapko koi bi preshani nahi uthani padegi maine google se bahut si free internet tip padhi hai jisme aapko hack karna, rooted mobile, con , apn , proxy , application download, setting aise bahut kuch karna padta hai lekin aap is trick ko bilkul free me paa sakte hai bina kio rooted phone me bi ye trick work karegi aapko koi bi problem nahi uthani padegi.





airtel 1gb 4g free internet kaise use kare



 simple bas 1 phone call se aapke phone number par ye pack activate ho jayega.agar aap soch rahe hai ki ye sab fake hota hai to aisa kuch nahi hai dosto aap ek baar isse try karke jarur dekhe main manta hu ki bahut si websites hai jo fake post bi karte hai lekin main aapko bikul real article ke baare me batata hu. Agar aap bi airtel user hai to aap bi free me 1 gb internet ka use kar sakte hai. Reliance jio sim aane ke baad har sim card company ko apne internet ke prices drop karne pade hai. Relaince ne 3 month ke liye free internet or unlimited voice call di hai jiski karan har india country ke people jio sim hi lena chahta hai iske karan se sabi sim company ke users jio sim lena hi pasand kar rahe hai. Isliye har din sim companies apne data packs ko decrease karne me lagi Hui hai. Isse internet use karne vale Sabi logo ko bahut faiyda ho Raha hai . Lekin ab bi data packs bahut mahenge jinhe hum ab bhi recharge nahi karva sakte hai. Par aap befikar rahiye hum aapko bilkul free me net use karne Vali tip bateynge jisse aap free me net use kar sakte ho.

reliance jio sim kis smartphone ko support karti hai unki list

Relaince jio sim 3g phine me kaise chalaye



Maine bahut se logo se Suna hai ye Sabi tricks fake Hoti hai Lekin agar aapne use nhi kiya hai to aap unki baat ko na maane or ek Baar try jarur kare. Maine khud isse try kiya hai. Bahut se log use fake isliye bi bataye hai ki vo khud is trick ko use kar sake or isse viral hone se baccha sake isse unki acchi speed mil jati hai. Jitni kam log trick use karenge utni hi speed acchi aati hai.

Ye trick sirf ek miscall dete hi aapko 1gb 4g data mil jayega .

Miscall kar 1GB 4G data prapt karne ke liye kya kya nahi chaiye  :-

Rooted phone
Any vpn

Any application or software.
No internet connection to connect.

Inme se aapko kuch bi nahi chaiye bas aapke pass 4g mobile hona chaiye .


Kya kya chaiye free data prapt karne ke liye :-


 1:- 4g supported phone chaiye aapko.

2:- sim 3 month purani honi chaiye

Note :- bahut si baar ye trick nayi sim me bi chal jati hai isliye aap try kar sakte hai new sim se bi .

1GB 4G Data Lene Ke Liye Kya Karna Padega :-


Maine aapko upper bi bataya hai ki kya kya chaiye or kya kya nahi chaiye hume is trick ko prapt karne me ab niche bataye hue kuch steps ko dhyan se follow kare.

Step 1 :-  4g phone me airtel sim dale.

Bina number whats app kaise chalaye

Step 2:- dailer pad open kare.

Step 3 :-  dialer pad open karne ke baad

       52122.         Par call kare.

Step 4 :- 1-2 ring ke baad aapka call disconnect ho jayega fir aapko ek message aayega offers ka . Us message me aapko apne sim par jo offers hai vo bataye jayenge aap us par itna dhyan mat dena . Aapko fir se ek new message aayega . Vo jayada important rahega.

Step 5 :- fir 30 minute half hour me aapko ek or message aapyega.
Usme likha hoga .


Dear, airtel use you have upgrade your airtel 3g sim to 4g so you have successfully benefited airtel 1 GB 4G data now you can use you data continually.

Ye message aapko milega ye message milte hi aap apna data pack dekh sakte hai aapko free me airtel 1 GB 4G Data mil jayega .

Note :- Ho sakta Hai Ye Trick Aapke State me work kar jaye ya na bi kare lekin ye trick Rajasthan me working hai isse maine personally test kiya hai.

Mujhe ummid hai ki aapko humara kiya hua ye article pasand aaya hoga aap hume comment karke jarur bataye . Agar aapko koi bi problem hai to bi aap comment kar sakte hai main aapki help jarur karunga.